Hello.. Friends
My self Urvashi I’m from Bilaspur Chhattisgarh India. hindi me hai gk ye mera ek Educational Blog hai, jo ki sabhi prakar ke Competitive Exams ke liye hai. mere is blog me General Knowledge se Related topics upsc aur psc ke liye margdarshan, hindi vyakaran, current affairs, chhattisgarhi vyakaran, history, chhattisgarh gk, bharat ka sanvidhan, computer, bharat gk, question answer quiz, puraskar, kala aur sanskriti se related Articals Post kiye jate hain. jo ki competitive exams ki taiyari karne wale students ke liye kaafi helpful hoga.
Education Blog hi kyon
Education Blog banane ka khayal mere dimag me kaise aaya,
ye lambi Story hai, But kam shabdon me bolu to aise students jo kisi Competitive Exams ki preparation to karna chahte hain. lekin Financial problems ke karan koi coaching Institute join nhi kar pate. unhe sahi Margdarshan nhi mil pata hai aur sabke man me ye question to aate hi honge jo mere man me aate the…..? kya Padhe, kaise padhe aur kitna padhe.
At least aise sabhi sawalon ke jawab ke liye maine ek artical likhahai jiska Title hai ghar baithe upsc ki taiyari kaise karen.
lastly is artical se naye student hi nhi old student ko bhi help mil sakegi.
About Us:
Name: Urvashi Ghore
Education: M.Sc (IT), GWD
State: Chhattisgarh
City: Bilaspur
Pin: 495001
Email: hindimehaigk@gmail.com